Uploaded June 2025 | Updated November 2026, 3 days ago
Presenting NEXA Music Lab artist Shudhi Ramani with her track "Woh Pal" — a tender reflection on a past relationship that was beautiful while it lasted. The song carries a quiet acceptance of moving on, while holding on to the hope that those precious moments still live on, untouched, in time.
A conversation incorporated by A.R. Rahman with Shudhi Ramani
Composer: Shudhi Ramani
Vocals: Shudhi Ramani
Producer: Garvit Soni
Lyrics - Shudhi Ramani
Mix and master : Moin
Lyrics - Verse 1 - Woh pal the jahaan tham se
Gaye hum
Koshishein hum dono ne
Ki nahi kam
Pre Chorus - Jaane kya tha vo faasla
Dooba jaaye ye raasta
Khwaaishein nami mein
Ho gaye ghum
Chorus
Thaam ke keh do zaraa
Milein hum tum jahaan
Badla nahi kuch bhi vahaan
Badal gaye hum yahaa (2)
Poetry
Thoda sukoon toh hai
Ki ab saath nahi
Par Khushi is baat ki bhi hai
Ki kahin saath the kabhi
Vo shikve gile
Jo dil mein the bhare
Ab bas qisse ban gaye hai
Us daur ki baatein sabhi
Verse 1
Khwaabon mein nahi tum
Phisal gaye
Aankhein jo moondi ab
Nahi dikhe
Pre chorus
Vaisa waqt tha ya faisla
Waadein jo kiye paaye na nibha
Un lamhon ko rehne do
Guzar gaye
Chorus
Thaam ke keh do zaraa
Milein hum tum jahaan
Badla nahi kuch bhi vahaan
Badal gaye hum yahaa (2)
#WohPal #ShudhiRamani #BittersweetMemories #MovingOn #NEXAMusic