Uploaded October 2026 | Updated November 2026, 2 hours ago
Song Credits
Track Name : KALLU PANOTI
Singer : PRASAD SALKAR, SALMAN SHAIKH
Music Composer : DJRohit Rao
Lyrics - Kallu Panoti
Dekh sabr, idhar udhar
Padey nahi uski nazar..
Kisko khabar khude kabr
Agla kahi mera number
Kala color, dikhey jabr
Chalta phirta danger keher
Sab ka dar, jaadugar
Luck ka bada sinister
Saadko par chale tu bawaal hojayega
Langdati kismat ki batti bujhaayega
Pade tera saayaa toh darr mandrayega
Mara huwa bhi, dobara marr jayega
Kaali teri shakal neeyat white badi nek
Hatt kam akal, dim light out of sight
Peechadi teri soch.. mein polite, tu excite
Dekh mera knuckle, din dikhaaun, hotey night
Mere baal se kaala jaadu
Roti daalo, dua de dun
Panoti main na, looser tum ho
Life ki race mein sucker tum ho
Black is evil, kalwa hai devil
Kartey mujhe tum belittle
Heart hai ekdum soft and brittle
Racism yeh badi subtle
Kaalu panoti
Kaalu panoti..
Kaali shakal, kismat khoti…. Single color ki
Kaalu panoti
Kaalu panoti..
Kaali shakal, kismat khoti…. Single color ki
Nahi teri koi galti, isme na koi tera kasoor
Kaale color ka logo ko hai, na jaane kyun itna saroor
Pehne kaala, dikhe chaava, kurta kaala, dikhey lala
Coat ki tie, pen ki siyahi, Switzerland mein kaali kamai
Kuch na karke bhi paapi kehlaaya hai
Kitna bhi sadma le, kaun sehlaya hai
Main hoon normal billi, jao Mumbai, ya phir delhi
Uddaogey khilli tere moo mein de du chilli
Don’t act silly, aake dekh meri galli
Bhai tera jabri, wo boley shani ka hai khabri
Kaala hai koyla, kaala hai dil,
Kaali hai neeyat par, kaali hai fitrat
Kaali zuban, kaala hai naam
Kaala kaala kar ke lelega jaana
Kaala hai suit, kaali hai tie
Kaali undie mein kaala jamai
Kaali kamai..
Kaali bhains ka ab safed dudh tumhe pilaaye