Parkinson’s Law Strategy | Strategy Seekho by Dr Vivek Bindra @MrVivekBindra
Parkinson’s Law Strategy | Strategy Seekho by Dr Vivek Bindra  @MrVivekBindra
Uploaded October 2026 | Updated November 2026, 3 hours ago
Kya aap bhi apne Business Targets ko Time par Achieve nahi kar paate? Kya zaroori kaam aur Projects aksar Deadline tak khinchte rehte hain?

Toh Strategy Seekho By Dr Vivek Bindra ke Episode 5 mein jaaniye Parkinson’s Law Strategy, ek aisi Business Strategy jo aapko apne Goals ko Time par aur behtar Efficiency ke saath Achieve karne mein help karegi.

Parkinson’s Law ke according, kaam utna hi samay leta hai, jitna samay use poora karne ke liye diya jaata hai. Agar aap 30 din mein hone wale kaam ke liye 10 din ki Deadline set karte hain, toh aap apne Focus aur Productivity ko behtar bana sakte hain.

Kisi bhi kaam ko effectively complete karne ke liye 3 important Lines zaroori hain, Start Line, Finish Line aur Timeline. Jab aap apne Business mein clear Deadlines aur Timelines set karte hain, toh aap apne kaam ko behtar tareeke se Plan kar paate hain aur Business Targets achieve karne ki Direction mein tezi se aage badhte hain.

Kyunki sirf kaam shuru karna kaafi nahi hai, asli kaamyabi kaam ko Deadline ke andar poora karne mein hai.

Business Growth aur Expansion ki Practical Strategies seekhne ke liye strategyseekho.com par jaakar “15 Strategies for Business Growth & Expansion” ki 142-page Free E-book PDF paayein, jo aapko Millionaire se Billionaire banne ka Roadmap degi.

#StrategySeekho #DrVivekBindra #BadaBusiness #ParkinsonsLaw #TimeManagement #BusinessStrategy #BusinessGrowth #GoalSetting #Entrepreneurship
Parkinson’s Law Strategy | Strategy Seekho by Dr Vivek Bindraएक सफर… जिसने भारत को बदलकर रख दिया  #shortsएक गुरु ने बदल दी दुनिया के सबसे बड़े Musician की सोच!  #shortsBranding Ki Sabse Powerful Case Study | Timberland vs Woodland  #shortsएक Smart Idea ने बदल दिया मिठाई बेचने का तरीका!How AI is Revolutionizing Fire Safety in India? | Dr Vivek Bindraप्रभु श्रीराम के स्वागत में जगमगाई थी पूरी अयोध्याEk Product Se Multiple Sales Kaise Karein? | Strategy Seekhoआपकी सोच आपको कहाँ लेकर जा रही है? | Gita in Action  #shortsWhy India Will Never Forget Dr. A.P.J. Abdul Kalam | Inspirational Story  #ShortsOutcome First Strategy | Strategy Seekho by Dr Vivek Bindraअमिताभ बच्चन की सफलता का सबसे बड़ा राज़ क्या है?
Dr. Vivek Bindra: Motivational Speaker |

Parkinson’s Law Strategy | Strategy Seekho by Dr Vivek Bindra

SHARE TO X SHARE TO REDDIT SHARE TO FACEBOOK WALLPAPER