CHEN-K - Jaane Waale ft. Bisma Biya (Official Audio) || Urdu Rap @ChenKOfficial
CHEN-K - Jaane Waale ft. Bisma Biya (Official Audio) || Urdu Rap  @ChenKOfficial
Uploaded February 2019 | Updated November 2026, 3 hours ago
Spotify : open.spotify.com/album/4o38PXrBhRia6UD903vY0h
Soundcloud : soundcloud.com/chenofficial/jaane-waale-ft-bismah-biya
Saavn : jiosaavn.com/song/jaane-waale/RyFfHDlqRGk
iTunes : itunes.apple.com/us/album/jaane-waale-single/1454414402

instagram.com/chen_music
facebook.com/ChenMusic
soundcloud.com/chenofficial
twitter.com/chen_music

Music, Mix Master, Lyrics by Chen-K



LYRICS
Phir se aurat mere bistar pe, Phir se aurat bistar pe,
Dil bhar ke naqsh ka nasha loon fiqar nahi hashar kya hoga qabar me.
Nafss.. Beqaabu sa, Marzz.. Aurton ki mitti me jaadu se, Rassa kaunsa?
duniya ya deen ka? Main shakhss kaun? Firaun ya moosa?

Main munaafiq koi, tu khoi meri yaad me akeli roi,
tu weli phone kare per main masroof sa, saath soi kal waali woi aur..
Khuda ki qasam kain aurten bhi mardon ke peeche aaj kal ke zamaane me,
Halke, ro ro ke aankhon pe, galti kardi main ne jaane anjaane me.


(HOOK)
O Jaane waale aa mujhe bata mera kasoor,
kyun di mujhe saza bata wajah jo itna guroor..


(VERSE 2)
Tera kasoor nahi sun..
Yeh Guroor nahi tu bhoolgai meri rooh kala ki pyaasi,
Nakhoon me yeh mail nahi, junooni main yeh kaali siyaahi,
Beemari sheher ke shor se, logon ki rasmon se tangi si,
Zindagi bedhangi, hum jeson ki roohen satrangi si.

Hasi wo dekh ke mujhe kehti letke soongh meri zulfen ghani,
Tu weli phone kare per main masroof sa poori karun tere jism ki kami,
Do qism ki bhang main zameen pe, zameer bhi tang samjhaane me,
Ke jang akeli lare wo kahe tujhe kitni dair hogi aane me?!


(HOOK)
O Jaane waale aa mujhe bata mera kasoor,
kyun di mujhe saza bata wajah jo itna guroor..


(VERSE 3)
Yeh guroor nahi, paidaishee gussa mere khoon me daure,
Rihaishi ek sheher ka nahi tu bata tasweer me saath betha kaun yeh?
Kya? Tu kehti thi dost yeh.. Phir kese banda yeh beech me,
Sun, nikaal ise kal se dikhe na, aage barhen galtiyon se seekh ke.

Uske sheher me mashoor tu, teri hi aurat se khela hoga,
Main wela phone karun per tu masroof si, nikaal use kal kaha to tha,
kya mujhse ziada zaruri wo? 16 saal se tu saath mere bhoolgai wo,
karle nikah aja ghar me mere warna jaa! pehenle uski tu choori wo.

Dua pargai bhaari, bangaya main zabardast likhari,
Nass ka khoon kaagaz pe, dukh ke badle mile taali ya gaali,
zara bhi smjhti nahi tu.. jaate hue kese meri legai rooh,
per Allah pe yakeen mera andha, dukh ke badle de hamesha naya sukh.

Galtiyan dono se, aansu ke katre zaruri the,
meri dil ki dua tu hamesha khush reh mujhe dedin maafi agar hosake,
mere rone se dushman kam, khush to ziada jaanne waale yeh,
haarne waalon se nahi main, behtari meri tujhe bhulaane me..

(HOOK)
O Jaane waale aa mujhe bata mera kasoor,
kyun di mujhe saza bata wajah jo itna guroor..

#JaaneWaale
CHEN-K - Jaane Waale ft. Bisma Biya (Official Audio) || Urdu RapCHEN-K Behind The Scenes, Vlog, VFX Breakdown of  Kiske Liye || Album: Ishq-e-Majazi1ChangeChallenge for 45 days by CHEN-KCHEN-K  - Beech Ki Ungli (Lyrics Video) || Door Duniya EP || Urdu RapCHEN-K x Mudassar Qureshi - Legacy (Official Video) || Punjabi Urdu RapCHEN-K  - Wesa Beta (Lyrics Video) || Door Duniya EP || Urdu RapCHEN-K x SUNNY KHAN DURRANI - Khushnaseebi (Official Audio) || Urdu Rap1Change Challenge - No more indecency in future music videosCHEN-K - SOCH (Lyrics Video) || Explicit || Urdu RapCHEN-K - One Man Army (Official Video) || Urdu RapCHEN-K - RAFTAAR (Official Video) || Urdu RapCHEN-K - Rona Mat Maa (Official Video) || Urdu Rap
CHEN-K |

CHEN-K - Jaane Waale ft. Bisma Biya (Official Audio) || Urdu Rap

SHARE TO X SHARE TO REDDIT SHARE TO FACEBOOK WALLPAPER