Bahut Haseen Hai Tumhari Anakhen - Aadhi Raat Ke Baad - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur  @Suhanee2
Bahut Haseen Hai Tumhari Anakhen - Aadhi Raat Ke Baad - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur  @Suhanee2
Suhanee Lall | Bahut Haseen Hai Tumhari Anakhen - Aadhi Raat Ke Baad - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur @Suhanee2 | Uploaded 10 months ago | Updated May 14 2024
Song: Bahut Haseen Hain Tumhari Aankhen
Album: Aadhi Raat Ke Baad (1965)
Singer: Mohammad Rafi, Suman Kalyanpur
Musician: Chitragupt
Lyricist: Prem Dhawan
Star Cast: Ashok Kumar, Ragini, Sailesh Kumar

Lyrics:
Bahut haseen hain tumhari aankhen
Kaho to main inse pyaar kar loon
Bada hai dhokha teri nazar mein
Main kis tarah aitbar kar loon
Bahut haseen hain tumhari aankhen
Kaho to main inse pyaar kar loon

Yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo
Mehak hai tere hi tan badan ki
Yeh bheeni bheeni hawa ki khushboo
Mehak hai tere hi tan badan ki

Sambhal ke bolo chatak na jaaye
Koi naveli kali chaman ki
Meri kali tum
Meri kali tum agar kaho to
Main zindagi ko bahaar kar loon
Bada hai dhokha teri nazar mein
Main kis tarah aitbar kar loon
Hazaar baatein hain aisi dil mein
Jo ruk gayi hain zuban pe aake
Hazaar baatein hain aisi dil mein
Jo ruk gayi hain zuban pe aake
Jo baat lab pe machal rahi hai

Woh aaj keh doon nazar mila ke
Kisi ki hoke
Kisi ki hoke yeh chain kho ke
Main dil ko kyun bekarar kar loon
Bahut haseen hain tumhari aankhen
Kaho to main inse pyaar kar loon

Gino na ab dhadkanein hamari
Na aur lo imtehan hamara
Gino na ab dhadkanein hamari
Na aur lo imtehan hamara
Ise na samjho tum aazmaaish
Yehi to ulfat ka hai ishara
Agar yeh sach hai...
Agar yeh sach hai to marte dam tak
Main aapka intezar kar loon
Bada hai dhokha teri nazar mein
Main kis tarah aitbar kar loon

Bahut haseen hain tumhari aankhen
Kaho to main inse pyaar kar loon
Bahut Haseen Hai Tumhari Anakhen - Aadhi Raat Ke Baad - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur @Suhanee2Ajab Tori Duniya Ho More Raama - Do Bigha Zamin 1953 - Mohammed Rafi @Suhanee2Armaan Bhare Dil ki Lagan - Geeta Dutt, Talat Mahmood - Jan Pahchan 1950 @Suhanee2Aapne Apna Banaya - Dulhan Ek Raat Ki 1966 - Lata, Mahendra Kapoor @Suhanee2Insaaf ka Mandir Hai - Muhammad Rafi - Amar @Suhanee2Main Na Jaanu Mere Dil Ko Yeh Kya Ho Gaya - Lata Mangeshkar - Ashiana @Suhanee2Ye Baharo Ke Din Ye Suhana Sama - Kundan - Lata Mangeshkar , Mohammed Rafi @Suhanee2Sawan Ke Badalo - Zohrabai Ambalewali - Rattan @Suhanee2Zinda Hoon Is Tarah Ke Ghame -e-Zindagi nahi - Mukesh - Aag @Suhanee2Hum Aur Tum Aur Yeh Sama - Dil Deke Dekho - Mohammed Rafi @Suhanee2Pardesi Balma Badal Aaya - Rattan 1944 - Zohrabai Ambalewali @Suhanee2Nayi manzil nayi rahe - Hill Station 1957 - Hemant Kumar, Lata Mangeshkar @Suhanee2Milke Bichhad Gai Ankhiyan - Rattan - Amirbai Karnataki @Suhanee2Dharti Kahe Pukar Ke - Do Bigha Zamin - Lata Mangeshkar, Manna Dey @Suhanee2Rumjhum Barse Badarwa - Zohrabai Ambalewali - Rattan @Suhanee2Jab Se Tumhe Dekha Hai - Gharana - Mohammed Rafi, Asha Bhosle @Suhanee2Ek Baar Phir Se Aaja - Surendra Nath - Elaan (1947) @Suhanee2Gharana Husnwale Tera Jawab Nahin - Gharana (1961) - Mohammed Rafi @Suhanee2Piya Main Hoon Patang Tu Dor - Asha Bhosle, Kishore Kumar - Raagini (1958) @Suhanee2O Mujhe Kisise Pyar Ho Gaya - Barsaat 1949 - Lata Mangeshkar @Suhanee2Dil Chhed Koi Aisa Naghma - Inspector 1956 - Lata Mangeshkar @Suhanee2Tere Mere Sapne Ab Ek Rang Hain - Guide 1965 - Mohammad Rafi @Suhanee2Door Koi Gaye Dhun Ye Sunaye - Baiju Bawra - Mohammad Rafi, Lata Mangeshkar, Shamshad @Suhanee2Ho Maine Pyar Kiya HD Lata Jis Desh Men Ganga Behti Hai 1960 @Suhanee2Dil Apna Aur Preet Parai - Dil Apna Aur Preet Parai - Lata Mangeshkar @Suhanee2O Bekarar Dil – Lata Mangeshkar - Kohraa (1964) @Suhanee2Ta Thaiya Karke Aana - Panchayat - Lata Mageshkar @Suhanee2Jahan Main Jati Hoon - Chori Chori - Lata Mangeshkar, Manna Dey @Suhanee2Tu Kahan Yeh Bata - Mohammed Rafi - Tere Ghar Ke Samne [1963] @Suhanee2Dekh Tere Sansaar Ki Haalat - Nastik - Kavi Pradeep @Suhanee2Yu To Humne Lakh Hasin Dekhe Hai - Tumsa Nahin Dekha - Mohammad Rafi @Suhanee2A Tribute to Lata Mangeshkar (28 September 1929 – 6 February 2022) @Suhanee2Mere Dil Ki Ghadi Kare Tik Tik - Albela 1951 - C Ramchandra, Lata Mangeshkar @Suhanee2Basti Basti Parbat Parbat Bhanjara - Mohammed Rafi - Railway Platform 1955 @Suhanee2Kashi Dekhi Mathura Dekhi - Nagin - Hemant Kumar @Suhanee2Hum Tum Yeh Bahar - Amber1952 - Lata Mangeshkar & Mohd Rafi @Suhanee2Jahan Wale Hame Duniya Me - Kundan - Lata Mangeshkar @Suhanee2Tum Ko Dekha Toh Ye Khayal Aaya -Jagjit Singh Ghazals - Saath Saath @Suhanee2O Sajna, Barkha Bahar Aayi - Parakh 1960 - Lata Mangeshkar @Suhanee2Manzil Wohi Hai Pyar Ki - Kathputli 1957 - Subir Sen @Suhanee2Kuch Dil Ne Kaha - Anupama (1966) - Lata Mangeshkar @Suhanee2Dheere Dheere Machal Ae Dil -e-Bekraar - Lata Mangeshkar - Anupama @Suhanee2Jaane Jigar Yun Hi Agar - Asha Bhosle, Mohammed Rafi - Mujrim (1958) @Suhanee2Do Naina Matwaare Tihaare - Meri Bahen - K L Saigal @Suhanee2Aye Mere Dil - C H Atma @Suhanee2Aapki Nazron Ne Samjha - Lata Mangeshkar - Anpadh 1962 @Suhanee2Chand Sitaron Mein Kaun Bulaye Re - Pilpili Saheb 1954 - Lata Mangeshkar, Shaminder Pal @Suhanee2Pyar Hua Ikrar Hua Hai - Shree 420 - Manna Dey, Lata Mangeshkar @Suhanee2Hariyala Savan Dhol Bajata Aaya - Do Bigha Zamin 1953 - Lata Mangeshkar, Manna Dey @Suhanee2Meri Baat Rahi Mere Mann Me Sahib Bibi Aur Ghulam 1962 - Asha Bhosle @Suhanee2

Bahut Haseen Hai Tumhari Anakhen - Aadhi Raat Ke Baad - Mohammed Rafi, Suman Kalyanpur @Suhanee2