Nani Teri Morni Part 4 - More Ke Nachne Ka Mausam Aaya Hai - Fun For Kids TV Hindi Rhymes @FunForKidsTVHindiRhymes
Nani Teri Morni Part 4 - More Ke Nachne Ka Mausam Aaya Hai - Fun For Kids TV Hindi Rhymes  @FunForKidsTVHindiRhymes
Uploaded June 2026 | Updated September 2026, 3 days ago
Nani Teri Morni Part 4 - More Ke Nachne Ka Mausam Aaya Hai - Fun For Kids TV Hindi Rhymes

Nani more ke naachne ka mausam aaya hai,
Shru ne jangal mai competition rakhaya hai
Nani more ke naachne ka mausam aaya hai,
Shru ne jangal mai competition rakhaya hai

Naachne ke manch ko phoolo se sajaya hai
Darshako ki kursiyo ko line se lagaya hai
Nashte ka intezaam bhi ho rakha hai laajawaab
Gulab jamun, puuriyan, aaloo ki sabji wahh bhai waah
Nani more ke naachne ka mausam aaya hai,
Shru ne jangal mai competition rakhaya hai

Des vides se naach dikhane kayi jaanwar aayein hain
Koi english, koi japani-cheeni gaane bajyein hain
English Langoor nachte nachte nach apna bhool gaya
Cheeni Chuha nachte nachte phisal ke gir gaya
Nani more ke naachne ka mausam aaya hai,
Shru ne jangal mai competition rakhaya hai

Mor ki baari aayi, naacha wo sabse achcha,
Sara jungle taaliyon aur seetiyon se goonj utha...
Sheru raja judge ki kursi pe baith ke huya kush bada
Naachne ka ye competition mor ne jeet liya
Nani more ke naachne ka mausam aaya hai,
Shru ne jangal mai competition rakhaya hai


00:02 मोरे के नचने का मौसम आया है
02:02 छुक छुक रेल चली
03:54 भूखा बंदर
05:52 हाथी राजा कहा चले

#funforkidstvhindi #naniterimorni #naniterimornikomorlegaye

This video is conceptualised, produced, and copyrighted by 'Source Animation,' India. All rights reserved.
Nani Teri Morni Part 4 - More Ke Nachne Ka Mausam Aaya Hai - Fun For Kids TV Hindi RhymesFun For Kids TV Hindi Rhymes #shorts #hindishorts #funforkidstvhindiUd Mere Ghode Ud Ud Ud - FunForKidsTV - Hindi Rhymes #shorts #funforkidstvhindiChun Chun Karti Aayi Chidiya - Nani Teri Morni Ko -  Fun For Kids TV Hindi Rhymesचंदा मामा दूर के | Chanda Mama Door Ke | हिंदी नर्सरी राइम्स | बच्चों के लिए मजेदार गानेFunForKidsTV - Hindi Rhymes #lalaji #shorts #hindishortsLakdi Ki Kathi Kathi Pe Ghoda + More Hindi Rhymes I Fun For Kids TVचंदा मामा दूर के - बच्चों के लिए जादुई सफर ✨ #kidsrhymes #shortsHoli Aayi Re! Holi Aayi Re | Holi Song | Fun For Kids TV Hindi RhymesFun For Kids TV Hindi Rhymes #hindishorts #shortsगैया मेरी गईया भाग - 2 | Gaiya Meri Gaiya Part-2 | Fun For Kids TV Hindi RhymesChun Chun Karti Aayi Chidiya - Nani Teri Morni Ko -  Fun For Kids TV Hindi Rhymes
Fun For Kids TV - Hindi Rhymes |

Nani Teri Morni Part 4 - More Ke Nachne Ka Mausam Aaya Hai - Fun For Kids TV Hindi Rhymes

SHARE TO X SHARE TO REDDIT SHARE TO FACEBOOK WALLPAPER